Shivratri Wishes in Hinglish

Duniya ki har mohabbat maine swarth se bhari payi hai,
Pavitra pyar ki khushbu sirf mere Mahadev ke charno se ayi hai.

Bam Bhole damru wale, Shiv ka pyara naam hai,
Bhakto par darsh dikhata, hari ka pyara naam hai,
Shiv ji ki jisne ki hai dil se pooja,
Bhagwan Shankar ne sawara uska kaam hai.

Baba se dua karte hain ki,
Wo apko vo sari khushiyan de jo aap chahte hain,
Baba ka hath sada apke sheesh par bana rahe.

Bhakti me hai shakti bandhu,
Shakti me sansar hai,
Trilok me hai jiski charcha,
Un Shiv ji ka aaj tyohar hai.

Bhole aaye apke dwar,
Bhar de jeewan me khushiyon ki bahar,
Na rahe jeewan me koi bhi dukh,
Har or fail jaye sukh hi sukh.

Pee kar bhang jama lo rang,
Zindegi beete khushiyon ke sang,
Lekar naam Shiv bhole ka,
Dil me bhar lo Shivratri ki umang.

Adbhud Bhole Teri maya,
Amarnath me dera jamaya,
Neelkanth me tera saya,
Tu hi mere dil me samaya.

Mahakal ka nara laga kar,
Duniya me hum chaa gaye,
Dushman bhi chupkar bole,
Wo dekhoMahakal ke bhakt agye.

SHIV ki jyoti se noor milta hai,
Sabke dil ko surur milta hai,
Jo bhi jaata hai BHOLE ke dwaar,
Kuchh na kuchh zarror milta hai.

kehte hain saans lene se jaan aati hai,
Saans na lo to jaan jati hai,
Kaise keh du ki mai saanso ke sahare zinda hu,
Meri saans to Om Namah Shivay bolne ke bad ati hai.

Sara jahan hai jiski sharan me,
Naman hai us shiv ke charan me,
Bane us shiv ke charano ki dhool,
Aao mil kar chadhaye hum shraddha ke phool.

Shiv ki bani rahe aap per chhaya,
Palat de jo apki kismat ki kaya,
Mile aapko wo sab is zindagi mein,
Jo kabhi kisi ne bhi na paya.

Jai ho bhole, jai ho bhandhari,
Shiv ki leela hai nayaari,
Teri mohini moorat baba lagti hai sabko pyari.

Bhakti me hai shakti bandhu,
Shakti me sansar hai,
Trilok me hai jiski charcha,
Un shiv ji ka aaj tyohar hai,
Om nama shivay.

Om me hi astha,
Om me hi vishwas,
Om me hi shakti,
Om me hi sara sansar,
Om se hoti hai achchhe din ki suruwaat,
Bolo om namha shivay.
Happy sivratri!

Baba ne jis per bhi dali chhaya,
Rato raat uski kismat ki palat gayi kaya,
Wo sab mila use bin mange hi,
Jo kabhi kisi ne na paya.

Bhole ki leela mein mujhe doob jane do,
Shiv ke charno mein shish jhukane do,
Aaj hai shivratri mere bhole baba ki,
Aaj ke din mujhe bhole ke geet gane do.

Jta se nikle gangadhar,
Haatho me liye damru,
Shrishti k jo hain palanhar,
Aaj hai Shiv ji ka tyohaar.

Badhai ho Maha Shivaratri ki mere pyaare parivar ko, Hum sab ka saath sda uhi bana rahe aur pyaar uhi barkarar rahe.

Haath pakadhar Shambhu ka har taqleef par ho jayegi, Har raat samapt ho jayegi aur Jeevan mein bahar aa jayegi. Maha Shivaratri ki badhai!

Shiv Shankar ki bhakti mein hai itni shakti ki har chunauti choti hai lagti, Maha Shivaratri ke avsar par aapko aur apke parivar ko shubh kamnayein. Happy Shivrarthi!

Maha Shivaratri ka tyohar de aapko itni shakti ki har haar ban jaye aapki jeet ka haar aur hasil karaye aapko naye mukam baar baar. Happy Shivrarthi!

Bholenath ka ashirvad jisne bhi hai paaya, Usne har kathinayi se ladne ka mantra hai paaya. Maha Shivaratri ke avsar par hardik badhaiyan!

Jinke hath trisul hai saje,
1 hath damuru hai baje,
Bithaye ganga apne sir par,
Damru ki dhun par nache,
Shiv ki hai lila nyari,
Bhakt hai unki duniya sari,
Ajao sab dwar pe unke,
Puje ge sab bari bari.
Happy Shivratri!

He bholenath teri mahima nirali,
Jane vo jisne teri lagan lagali,
Teri saran me jo bhi aaya,usko mili teri karuna ki chhaya,
Bin mange vo sab kuchh pale,jisne tera dhyan lagaya,
Tera vachan kabhi jaye na khali,
He bholenath teri mahima nirali.
Happy shivratri!

Shivratri ke is utsav par Bhagwan Shiv aur maa Shakti is kripa aap sab par bani rahe. Happy Shivrarthi!

Har har mahadev, Om nam shivy, Jay bholenath, Jay mahadev har har bhole. Happy Mahashivaratri!

Shiv ki shakti, Shiv ki bhakti, Khushi ki bahar mile, Shivratri ke pavan avsar par aapko zindgi ki ek nayi achhi shuruaat mile. Happy Shivratri!

Shiv ki mahima aparampar,
Shiv karte sabka udhar,
Unki kripa aap par sada bani rahe,
Aur Bhole Shankar aapke jivan me khushi hi khushi bhar de.
OM NAMAH SHIVAY!

Bole Aaye Aapke Dwar Sang Leke Sara Parivar Kare Aappe Khusyon Ki Bauchar Aajaye Aapke Jivan Main Bahar Mubarak Ho Aapko Shivratri Ka Tyohar. Happy Mahashivratri!

Shiv ki shakti shiv ki bhakti,
Khushi ki bahar mile shivratri ke pavan avsar par,
Apko zindagi ki ek acchhi nai suravat mile.

Shivratri ke is pawan parv par, safalta ka damru sada aapke upar bajta rehe.

Sabke Dilon Ko Surur Milta Hai,
Jo Bhi Jaata Hai BHOLEY Ke Dwaar,
Kuch Na Kuch Zaroor Milta Hai,
Jai Baba Amarnath,
Jai Baba Bholeynath.
Happy Mahashivratri!

Om Mein Hi Aastha, Om Mein Hi Vishwas,
Om Mein Hi Shakti, Om Mein Hi Sansar,
Om Se Hi Hoti Hai Achhe Din Ki Shuruaat,
Bolo Om Namha Shivay.
Happy Mahashivratri!

Shiv ji ki mahima ki kya baat hai,
Shiv ji ki shakti ki kya baat hai,
Manani hai shivratri dhum dham se,
Per mil jaye shivratri ki bhang to kya bat hai.
Happy Mahashivratri!

Hai hath mein damru hai,
Or kaal naag hai sath,
Hai jiski leela apram par,
Wo hai bhole nath.
Happy Mahashivratri!

Shiv bhi wohi hai shankar bhi wohi,
Hai bhole nath bhi wohi,
Har jagah mein basta wohi hai,
Hai bhut nath bhi wohi.
Happy Mahashivratri!

SHIV ki jyoti se noor milta hai,
Sabke dil ko surur milta hai,
Jo bhi jaata hai bhole ke dwaar,
Kuchh na kuchh zarror milta hai,
JAI BABA AMARNATH.
Happy Shivratri to all of you!