Kati patang ka rukh meri aor tha, Kati patang ka rukh meri aor tha Par use bhi loot liya lambe haath walo ne.
Kaat naa sake kabhi koi patang aapki, Toote naa kabhi dor aapke vishwas ki Chu lo aap zindagi ki sari kamyabi, Jese patang chuti h unchayiya aasman ki. Happy Makar Sankranti!
Kaagaj Apni Kismat Se udta Hai Lekin Patang Apni Kaabiliyat Se Isliye Kismat Saath De Na De Kaabiliyat Jaroor Saath Deti Hai.
Zamane bhar ki yaad mein mujhe na bhula dena Jab kabhi yaad aaye to zara muskura lena Zinda rahe to phir milenge Warna basant panchami mein Ek patang mere naam ki bhi udaa lena. Happy Makar Sankranti!
Patango Ka Nasha, Manje Ki Dhaar, Sardi Ki Maar, Fir Bhi Dil Hai Bekarar, Mubarak Ho Aapko Patango Ka Ye tyonhaar. Happy Makar Sankranti!
Na koi tarang hai, na koi umang hai, meri zindagi bhi kya ek kati patang hai.
Mithi boli, Mithi juban, MAKAR SANKRAT ka yahi hai paigam.
Meethe gur mein mil gaye til, Udi patang aur khil gaye dil, Har pal sukh aur har din shaanti, Aap sab ke liye laaye Makar Sankranti. Happy Makar Sankranti!
Bin sawan barsat nahi hoti, Suraj dube bin rat nahi hoti, Ab Aadat ho gai hai aisi, ki aapko wish kiye bin, kisi tyohar ki shuruwat nahi hoti. Makar Sankranti Ki Shubhkamnaye!
Hum chat par charhe patang urane ke bahane, Wo bhi chat par aayi kapde sukhane ke bahane, Uske mummy ne jo dekha ye haseen nazara, Jhadu le aayi wo bandar bhagane ke bahane.
Pal Pal Sunahre phool Khile, Kabhi Na Ho Kanto Ka Samna, Zindagi Aapki Khushiyo Se Bhari Rahe, Sankranti Par Hamari Yahi Shubhkamna. Happy Makar Sankranti!
Ye saal ki “Makar Sankranti”, Aapke liye til-gur jaisi mithi, Aur ‘PATANG’ jaisi unchi udan laye. Happy Makar Sankranti!
Mandir ki ghanti, Arti ki thali, Nadi ke kinare suraj ki lali, Zindagi me aaye khushiyo ki bahar, Apko mubarak ho sankrant ka tyohar. Happy Makar Sankranti!
Til hum hai aur gud aap, Mithai hum hai aur mithas aap, Saal ke pahale tyohar se ho rahi aaj shuruwat. Aap ko hamari taraf se Happy Sankrant!
Meethe gud mein mil gaye til, Udi patang aur khil gaye dil, Har din sukh aur harpal shanti. Mubarak ho apko Makar Sankranti!
Kaat naa sake kabhi koi patang aap ki, Toote naa kabhi dor aapke vishwas ki, Chu lo aap zindagi ki sari kamyabi, Jaise patang chhuti h unchaiya aasman ki. Wish You Happy Makar Sankranti!
Sab friend ko mile sanmati, Aaj hai makar sankranti, Sweet friend ug gaya dekkar, Udae patang hum milkar, Aakash ho patang se ata, Sunao wo mara wo kata. Happy Makar Sankranti Friends!
Tyohar nahi hota apna paraya, Tyohar hai wahi jise sabne manaya, To mila k gud me til, Patang sang ud jane do dil. Happy Makar Sankranti!
Purana saal Jata Hai, Naya saal Aata Hai, Sath apne Sankranti ki Khushiyan lata hai, ¤ALLAH PAK¤ Aap ko wo KHUSHI De, Jo Aap Ka DIL Chahta Hai AMEEN. Happy Makar Sankranti!
Mithi boli, Mithi juban, MAKAR SANKRAT ka yahi hai paigam, Take sweet, Talk sweet & be SWEET, HAPPY SANKRAT!
Bessan ki roti, lemon ka achaar, doston ki khushi, apno ka pyar sawan ki rain, kisi ka intezar, mubarak ho apko, barish ki bahar. Happy Makar Sankranti!
Bajare ki roti, nimbu ka achar, suraj ki kirne, chand ki chandani, aur apno ka pyaar. Har jeevan ho khushal MUBARAK HO AAPKO SANKRANTI KA TYOHAR. Happy Makar Sankranti!
Tan mein masti Mann mein umang, Dekar sabko apnapan Gud mein jaise meethapan, Hokar saath hum Udayen PATANG Aur bhar len aakash mein apne rang. Happy Makar Sankranti!
Install Google SMS on your home screen, and access it just like a regular app. It really is that simple!
Install Google SMS on your home screen, and access it just like a regular app. Open your Safari menu and tap "Add to Home Screen".