Basant Panchami Wishes in Hinglish

Phool Ki Varsa Sarad Ki Phuhar,
Suraj Ki Kirne Khushiyo Ki Bahar,
Chandan Ki Khushbu Apno Ka Pyar.
Mubark Ho Aap Sabko Sarswati Puja Or Basant Panchmi Ka Tyohar!

Kash aapke jeevan me aaye bahut saara umang aur pyaar,
Kyunki aaj hai ye pyara tyohar,
Prarthna hai ke mata Saraswati aaye apke dwaar,
Aur kare aapki saari kamnayein sweekar,
Karte hai hum ye prarthna har bar.
HAPPY BASANT PANCHMI!

Zamane bhar ki yaad mai mujhe na bhula dena,
jab kabhi yaad aaye to jra muskura lena,
Zinda rahe to fir milnge,
Varna Basant Panchami mai ek Patng (Kite) mere naam ki bhi uda lena.
Happy Basant Panchami!

Apako Ashirwad Mile Ganesh se, Vidya Mile Saraswati se,
Daulat mile Laxmi se, Khushiya mile Rab se,
Pyaar mile Sab se, Yahi dua hai is dil se.
Happy Basant Panchami!

Kitabo Ka Sath Ho,
Pen Par Hath Ho Copiya Aapke Pas Ho,
Padhai Din Raat Ho Jindagi Ke,
Har Imtehan Me Aap Pass Ho.
Happy Basant Panchami!

Rango Ki Masti Pholon Ki Bahar,
Basant Ki Patangen Urne Ko Beqarar,
Thori Si Garmi Halki Si Phoar,
Bahar Ka Musam Ane Ko Tayar.
So Mubarak Ho Apko Basant Panchami Ka tyoyar!

Lo Phir Basant Aayi, Phoolon Pe Rang Layi,
Chalo be Darang, Lab-e-Aab-e-Zang,
Baje Jal Tarang, Man Par Umang Chayi,
Lo Phir Basant Aayi.
Happy Basant Panchami!

Ayi Jhoom Ke Basant,
Jhoomo Sang Sang Me,
Aaj Rang Lo Dilo Ko Ik Rang Me.
Happy Basant Panchami!

Aashirwadd badoon ka,
pyar dostoon ka,
duaein sabki,
karuna maan Ki,
basant Panchami ki Hardik Shubhkamnein.
Happy Basant Panchami!

Is se pahle k sham ho jaye,
Mera sms auron ki tarha aam ho jaye,
aur Sare mobile network jam ho jaye,
Apko basant panchami ki shubh kamnayen.
Happy Basant Panchami!

Saraswathi Namasthubhyam,
Varadey Kaamarupinee,
Vidhyarambham Karishyami,
Sidhir bhavathu mey sada .
Happy Basant Panchami!

Saahas Sheel Hriday Mein Bhar De,
Jeevan Tyaag Tapomar Kar De,
Sanyam Satya Sneh Ka Var De,
Maa Sarswati Aapke Jivan Mein Ullas Bhar De.
Happy Basant Panchami!

Udhaas Chehre Pe Ek Muskaan Chode Jaati Hai Ek Patang, Zindagi Ke Badalte Mausam Ki Pehchaan Hai Ek Patang. Yeh Patang Hai Patang. Happy Basant Panchami!

Udd Jaate Hai Rang Kitabon Mein Dabe Phoolon Ke Bhi, Aasmaan Mein Kayi Rang Bikhere Jaati Hai Ek Patang. Happy Basant Panchami!

Maa Saraswati aapko sadaiv good thought pradan karti rahe,
Maa Saraswati ki blessing aap par sada rahe,
HAPPY BASANT PANCHMI!

Hawa Mein Hichkole Khate Udti Jaati Hai Ek Patang, Asmaan Ki Unchaiyon Mein Daastan Likhti Jaati Hai Ek Patang. Happy Basant Panchami!

Basant bahar aayi, Dheron Gudiyan laayi. Doodh mein Daalo malai, Aaj teri gudiya mere gudde ne hai phasaai. Happy basant Panchami!

Aayi jhoom ke basant, Jhoomo sang sang mein. Aaj rang lo dilon ko, Ek rang mein. Happy Basant Panchami!